Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Aa Hi Gaye Hai Dar Pe Tere
|
Mahendra Kapoor, Badrinath Pawar, Asha Bhosle, Shankar Dasgupta | O P Nayyar | ||||
Kahin Din Kahin Raat (1968) | S H Bihari | ||||||
jab aa hi gaye hai dar pe tere kuch kar ke yaha se jayenge
ya apni murade payenge ya marke yaha se jayenge
jab aa hi gaye hai dar pe tere
daulat ke nashe me chur hai tu insan se najre fer nahi
bhagwan ke ghar me der to hai nadan magar andher nahi
nadan magar andher nahi insaf ki chakki me ek din
insaf ki chakki me ek din sab log yaha pis jayenge
jab aa hi gaye hai dar pe tere kuch kar ke yaha se jayenge
ya apni murade payenge ya marke yaha se jayenge
jab aa hi gaye hai dar pe tere
dunia ke khazane tu hi bata wo kaun the jiske sath gaye
apni to najar me jo the wahi sab log hi khali hath gaye
sab log hi khali hath gaye tu lakh na samjhe fir bhi tujhe
tu lakh na samjhe fir bhi tujhe ye bat magar samjhayenge
jab aa hi gaye hai dar pe tere kuch kar ke yaha se jayenge
ya apni murade payenge ya marke yaha se jayenge
jab aa hi gaye hai dar pe tere
kab chain se jine dengi tujhe madlum garibo ki aahe
kab chain se jine dengi maglum madlum garibo ki aahe
kato me dhakelengi yahi tujhko teri hi balaye ye rahe
teri hi balaye ye rahe hum dard se to tadpenge
lekin tujhko bhi tadpayenge jab aa hi gaye hai dar pe tere
kuch kar ke yaha se jayenge ya apni murade payenge
ya marke yaha se jayenge jab aa hi gaye hai dar pe tere