Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaani Tum Hansi Ho, Jaani Tum Jawan Hoo
|
Asha Bhosle | R D Burman | ||||
Adhura Aadmi (1982) | Yogesh Gaur | ||||||
jani tum haseen ho jani tum jawan ho
sab ka dil ho sab ki ho jaan
jani tum haseen ho jani tum jawan ho
sab ka dil ho sab ki ho jaan
humko sabhi log baba kehta hai jani
kaise apun man bachayenga jawani
humko sabhi log baaba kehta hai jani
kaise apun man bachayenga jawani
jani tum haseen ho jani tum jawan ho
sab ka dil ho sab ki ho jaan
jani tum haseen ho jani tum jawan ho
sab ka dil ho sab ki ho jaan
jisne kaha jo tanhayi mein hamko
ham to bai god nahi bolenga
jisne kaha jo tanhayi mein hamko
ham to bai god nahi bolenga
raat ki batein mulakat ki batein
are kay ko apun raaz yahan kholenga
are chhede sabhi wahi ghisi piti kahani ha
humko sabhi log baba kehta hai jani
kaise apun man bachayenga jawani
humko sabhi log baba kehta hai jani
kaise apun man bachayenga jawani
chhod do hamko bahot darta hai hum to
sochke yeh baad mein kya hoyenga
chhod do hamko bahot darta hai hum to
sochke yeh baad mein kya hoyenga
hum jo phasenga yahaan log hasenga
are aur akele mein apun royenga
are hum na lenga hum na denga koyi nishani
humko sabhi log baba kehta hai jani
kaise apun man bachayenga jawani
humko sabhi log baba kehta hai jani
kaise apun man bachayenga jawani
jani tum haseen ho jani tum jawan ho
sab ka dil ho sab ki ho jaan
jani tum haseen ho jani tum jawan ho
sab ka dil ho sab ki ho jaan