Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaaneman Jo Hua
|
Alka Yagnik, Abhijeet, Udit Narayan | Jatin Lalit | ||||
Dhoondhte Reh Jaaoge (1998) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
jaaneman jo hua jaane do jaane do
man ko mauj me aane do aane do
jab tak deeye jale has ke gale mile
khushiyo ke nagme sunane do gane do
jaaneman jo hua jaane do jaane do
man ko mauj me aane do aane do
jab tak deeye jale has ke gale mile
khushiyo ke nagme sunane do gane do
jaaneman jo hua jaane do jaane do
man ko mauj me aane do aane do
tera mera jiwan yahi jawa raat
maja to hai isme ke bani rahe baat
mili rahi najre to khile rahe dil
subah talak chalne do yahi mulakaat
hum dilwalo ko bhi mahfil walo ko bhi
hilmil ke jashn manane do gane do
jaaneman jo hua jaane do jaane do
man ko mauj me aane do aane do
jab tak deeye jale has ke gale mile
khushiyo ke nagme sunane do gane do
jaaneman jo hua jaane do jaane do
man ko mauj me aane do aane do
lagan hume chahat ki aisi lagi aaj
hone lage roshan muraado ke chiraag
tere liye kya kya main karun piya aaj
seene se laga ke bujha de meri pyas
bas me jiya nahi gir na jaaun kahi
gir ke sambhalne na paane do gane do
jaaneman jo hua jaane do jaane do
man ko mauj me aane do aane do
jab tak deeye jale has ke gale mile
khushiyo ke nagme sunane do gane do
jaaneman jo hua jaane do jaane do
man ko mauj me aane do aane do