Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaane Kya Ho Jaye
|
Lata Mangeshkar | Naushad | Dharmendra, Neetu Singh | |||
Aaina (1974) | Jan Nisar Akhtar | ||||||
jane kya ho jae jab dil se dil takrae
sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
pehle dil ghabrae phir aisa jaadu chae
dil ko rah na jae dil ki khabar ho o o
jane kya ho jae jab dil se dil takrae
sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
jane kya ho jae
chalke badan se kaliyaan gulab ki
koi misaal kya tere shabab ki
payega kya tu har bhed khol ke
aankh se aankh ke nazro me tol ke
chalke badan se kaliyaan gulab ki
koi misaal kya tere shabab ki
payega kya tu har bhed khol ke
aankh se aankh ke nazro me tol ke
jane kya ho jae jab dil se dil takrae
sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
jane kya ho jae
nazre milake chahe to jhoom le
zulfo ko bhoo ja kushboo ko choom le
mehke jawani bahoon ke haar me
rah jae hosh kyu chdti bahaar me
nazre milake chahe to jhoom le
zulfo ko bhoo ja kushboo ko choom le
mehke jawani bahoon ke haar me
rah jae hosh kyu chdti bahaar me
pehle dil ghabrae phir aisa jaadu chae
dil ko rah na jae dil ki khabar ho o o
jane kya ho jae jab dil se dil takrae
sach hai pehle pehle lagta hai dar ho o o
jane kya ho jae