Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaanam Zara Samne Aana
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | Jeetendra, Poonam Dhillon | |||
Nishana (1980) | Anand Bakshi | ||||||
he jana zara samne aana mai bandh raha hu nishana
thoda daye thoda baye thoda aage thoda pichhe
ha hey laga laga kaha yaha laga laga kaha yaha
ab mere bachne ki koi ummid nahi
jana zara samne aana mai bandh rahi hu nishana
thoda daye thoda baye thoda aage thoda pichhe
ha hey laga laga kaha yaha laga laga kaha yaha
ab mere bachne ki koi ummid nahi
abhi abhi mai jawa huyi abhi abhi maine pyar kiya
abhi abhi mai jawa huyi abhi abhi maine pyar kiya
bada bura kiya tune piya bade zor ka war kiya
bate na banao nazre milao koi na chalega bahana
hey jana zara samne aana mai bandh raha hu nishana
teri nazar se teri kasam mujhe bada dar lagta hai
teri nazar se teri kasam mujhe bada dar lagta hai
abhi chala ek tire nazar abhi gira dar lagta hai
dil jante hai jaan deti hai kaisa hai tu mera diwana
hey jana zara samne aana mai bandh rahi hu nishana
thoda daye thoda baye thoda aage thoda pichhe
ha hey laga laga kaha yaha laga laga kaha yaha
ab mere bachne ki koi ummid nahi
ab mere bachne ki koi ummid nahi
ab apne bachne ki koi ummid nahi
hey hey hey hey