Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaana Hi Hota Hai
|
Pankaj Udhas, Vinod Rathod | Raju Singh | Ashutosh Rana | |||
Chot (2004) | Sudhakar Sharma | Sad Songs | |||||
jana hi hota hai agar aate kyu hai
todne hai agar rishte banate kyu hai
jana hi hota hai agar aate kyu hai
todne hai agar rishte banate kyu hai
halki si ik kharoche nasur banke ubhari
guzaregi kal sabhi pe jo aaj mujhpe guzari
jisko suna ke lori seene pe tha sulaya
uska janaja meine godi me hai uthaya
kanun agar yahi hai kanun agar yahi hai
banate kyu hai todne hai agar rishte banate kyu hai
is chot ka marham to duniya me nahi koi
sau baar dil tha roya phir aankh bhi hai royi
aadarsho ke safar me anmol chez khoi
is bojh ko uthana aasan nahi hai koi
kahe jo baadh kheti kahye jo baadh kheti
lagate kyu ahi todne hai agar rishte banate kyu hai
jana hi hota hai agar aate kyu hai
todne hai agar rishte banate kyu hai
badlengi ab dishayein inteha ho gayi hai
fariyad ki har seema ab paar ho gayi hai
sadiyo se is jaha ki ye reet chali aayi
apne apne hisse ki ladte hai sab ladai
ab samjha ki ravan ab samjha ki ravan
jalate kyu hai