Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaan Lo Jaan Lo
|
Sabri Brothers, Sadhna Sargam | Roop Kumar Rathod | ||||
Woh Tera Naam Tha (2004) | Nida Fazli | ||||||
naadan hai woh ishq ko jo nahi jaante
naadan hai woh ishq ko jo nahi jaante
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo tum ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo tum ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
anjaan hai woh husn ko jo nahi maante
anjaan hai woh husn ko jo nahi maante
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo tum husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
ishq hi rasta ishq hi raahi ishq hi manjil pyare
ishq hi rasta ishq hi raahi ishq hi manjil pyare
ishq naa hoto naa hoto naa hoto naa hoto
ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare
ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare
ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare
hai ishq ka saara jaha yehi aaya yehi nihaa
deewangi se iski hi rangeen hai har daastan
ye hai hazaro saal se har pal jawan har dum rawa
dahke toh ye hai aag sa mehke toh hai ye gulsitaa
ishq hai noor e jami ishq hai shaahe jaha
ishq hai noor e jami ishq hai shaahe jaha
ishq ke noor se roshni ban gayi
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
hota naa jo husn e butaa ye ishq phir hota kaha
jo ishq me hai darmiya sab husn ki hai shokiya
laila hai ke deewar se majnu ka dil pagal hua
woh heer thi jiske liye ranjha ka man bekal hua
husn ki jalwagiri rooh ki pakijagi
husn ki jalwagiri rooh ki pakijagi
ishq toh har rang me husn ki hai bandagi
ishq toh har rang me husn ki hai bandagi
bandagi bandagi husn ki hai bandagi
bandagi bandagi husn ki hai bandagi
husn ki hi bandagi aashiqui ban gayi
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
ishq jise bhi dil me basaye woh laila ho jaye
ishq saware jiski julfe woh shirin khlaye
ishq ke jaadu ka kya kehna ishq woh jaadugar hai
jis patthar ko bhi woh tarashe woh ishwar ban jaye
ishq nahi hai husn hai woh jo patthar me dhalta hai
ishq nahi hai husn hai woh jiska jaadu chalta hai
koi gaaye geet me usko koi gajal dohraye
husn ke aage ishq hamesha pyar ke phool chadaaye
husn toh masoom hamesha yuhi dhokha khaaye
woh kya jaane aashiq kiske aage phool chadaaye
ishq toh khud hi murat bhi hai khud hi puja ghar hai
yehi khud dildari bhi hai yehi khud dilbar hai
yehi khud dilbar hai yehi khud dilbar hai
khud jeet hai khud haar hai har phool ki mehkar hai
khud jeet hai khud haar hai har phool ki mehkar hai
ye ishq hi hai faasla ye ishq hi didaar hai
ye ishq hi hai faasla ye ishq hi didaar hai
khud noor hai khud naar hai ye aap apna pyar hai
khud noor hai khud naar hai ye aap apna pyar hai
ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai
ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai
ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai
ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai
ye pyar hai ye yar hai ye pyar hai ye yar hai
ye pyar hai ye yar hai
husn kabhi ikraar me shaamil or kabhi inkaar me
husn kabhi ikraar me shaamil or kabhi inkaar me
ye hi yaade yar ka nagma ye hi roye yar me
ye hi yaade yar ka nagma ye hi roye yar me
husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me
husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me
husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me

husn se ishq ki jindagi ban gayi
maanlo maanlo husn ko maanlo
jaanlo jaanlo husn ko jaanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
jaanlo jaanlo tum husn ko jaanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo