Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaam Se Pina Bura Hai Ye Najar Se Mango
|
Lata Mangeshkar | Ganesh | Dara Singh Randhawa | |||
Thakur Jernail Singh (1966) | Farooq Qaiser | Romantic Songs | |||||
jam se pina
jam se pina bura hai ye najar se mango
jam se pina bura hai ye najar se mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
jam se pina
sari dunia ko bat bhala kaise samjhaye
sari dunia ko bat bhala kaise samjhaye
aise pine se to acha hai ke pyase mar jaye
haske mangi hai bahut aaj tadap ke mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
jam se pina
ye kaha jana tha dil to diwana tha
samne jo aaya sagar
hosh to lutana tha aaj khoke pana tha
uff ye meri pyasi najar
bekhudi tauba kare aise jhum ke mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
jam se pina
mere dil me the haye kaise kaise arma
mere dil me the haye kaise kaise arma
tune pucha nahi kabhi mere meharba
dil mera tuta dil mera tuta
magar na dil ke tukde mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
jam se pina bura hai ye najar se mango
ye maye ishk hai dildar adab se mango
jam se pina