Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaago Jaago Jaago Devi Maata Jaago
|
Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal | ||||
Bees Saal Baad (1989) | Anand Bakshi | ||||||
jago jago jago devi mata jago
jago jago jago sheraawaali jago
mata devi mata
sada suhaagan rahu main ye vardaan lene aayi hun
sada suhaagan rahu main ye vardaan lene aayi hun
tere shakti ka main imtihaan lene aayi hun
mata devi mata o mata devi mata
sada suhaagan rahu main ye vardaan lene aayi hun
tere shakti ka main imtihaan lene aayi hun
mata devi mata mata devi mata
yeh jivan ki kathin ghadi hai
ik bairan mere pichhe padi hai
mere pati ki jaan bachaale
jiske sar par maut khadi hai
apne pati ka tujhase jivandaan lene aayi hun
tere shakti ka main imtihaan lene aayi hun
mata devi mata o mata devi mata
maut se kya main darr jaungi
maut se bhi main lad jaungi
maut se kya main darr jaungi
maut se bhi main lad jaungi
tune na fariyaad suni to
aaj main kuchh bhi kar jaayungi
pativrata naari ki main pehchaan dene aayi hun
tere shakti ka main imtihaan lene aayi hun
mata devi mata o mata devi mata
jai mata jai jai mata
jai mata jai jai mata
jai mata jai jai mata
jai mata jai jai mata
jhut na jite sach na haare
nyaay ko anyaay na maare
kar de maata ek ishaara
dol ke reh jaaye jag saara jai maata
maang ke sindur ka naata
tod na de koi dushman mata jai mata
meharowaali mehar tu kar de
meri maang khushi se bhar de
na dipak na phul main laayi
khaali aansu main lekar aayi
ye aansu tujhko dekar muskaan lene aayi hun
tere shakti ka main imtihaan lene aayi hun
mata devi mata o mata devi mata
jago jago jago devi mata jago
jago jago jago sheraawaali jago
jai mata ki jai mata ki