Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaa Tujhe Bhool Gaye
|
Hemant Kumar | Hemant Kumar | ||||
Ja Tujhe Bhool Gaye (1955) | Madhukar Rajasthani | Ghazals | |||||
ja tujhe bhool gaye yaad rahe gam tere
is taraha dil se huye dil se huye hum tere
ja tujhe bhool gaye yaad rahe gam tere
is taraha dil se huye dil se huye hum tere
ja tujhe bhool gaye
ha maja gam ka liya dil ne kahan hay chhodo
zindagi kal se huyi maut ne rishta toda
par tere jurm ki gafalat ko nahi dekh sake
yu to ummid ki har sans ne aana chhoda
aaja tujhe bhool gaye yaad rahe gam tere
is taraha dil se huye dil se huye hum tere
ja tujhe bhool gaye
dil ke ashko pe sareaam bikharate dekha
har subaha raat ke anchal se tapkate dekha
par tere jurm ki gafalat ko nahi dekh sake
humne gumnam baharo bhatkate dekha
aaja tujhe bhool gaye yaad rahe gam tere
is taraha dil se huye dil se huye hum tere
ja tujhe bhool gaye
band kaliyan ko bhi sakho pe tadpate dekha
apne gulshan main nasheman ko sulgate dekha
par tere jurm ki gafalat ko nahi dekh sake
yu to majhdar mein sahil ko badlate dekha
aaja tujhe bhool gaye yaad rahe gam tere
is taraha dil se huye dil se huye hum tere
ja tujhe bhool gaye