Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ja Meri Bahna
|
Manna Dey, Mahendra Kapoor | Laxmikant Pyarelal | ||||
Ladies Tailor (1981) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
ja meri bahna tujhko mubarak
ja meri bahna tujhko mubarak
dulhan ka ye rup suhana
ja meri bahna tujhko mubarak
dulhan ka ye rup suhana
apne piya ke desh me jake
bhai ko apne bhul na jana
ja meri bahna ja
tere bachpan ko ungli pakad ke
chalna humne sikhaya
chalna humne sikhaya
ammi ne lori gaake sulaya
ammi ne lori gaake sulaya
hume jagake hansaya
aaj usi ghar us aangan me
chhod chali bachpan ka zamana
ja meri bahna tujhko mubarak
dulhan ka ye rup suhana
ja meri bahna ja
khile dhnak teri mehndi ke rang me
khile dhnak teri mehndi ke rang me
khushi hanse kajal me
maang me teri chamke sitare
chand uge aanchal me
chand uge aanchal me
jaisi suhagan banke chali
waisi hi sada maiyke me bhi aana
ja meri bahna tujhko mubarak
dulhan ka ye rup suhana
ja meri bahna ja
tujhpe hai sadke pass the apne heere moti jitne
aur daman me baandh diye hai
humne dil-o-ja apne
humne dil-o-ja apne
sath leti ja apne bhai ka chhota sa nazrana
ja meri bahna tujhko mubarak
dulhan ka ye rup suhana
apne piya ke desh me jake
bhai ko apne bhul na jana
ja meri bahna ja