Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Itni Badi Duniya Me Chhote Chhote Bache Na Hote
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Shaandar (1974) | Rajinder Krishan | ||||||
itni badi duniya me jo chote chote bache na hote
itni badi duniya me jo chote chote bache na hote
chhal chhal hi fir hota jo ye nanhe mune bache na hote
itni badi duniya me jo chote chote bache na hote
chal chal hi fir hota
jo ye nanhe mune bache na hote itni badi duniya me
pyar koi kisi se na karta na hi mamta ka roop sanwarta
pyar koi kisi se na karta na hi mamta ka roop sanwarta
kaliyo pe aati na jawani na hi gulshan ka rang nikhrta
ye bhag bhi na hote ye bahare bhi na hoti
jo ye nanhe mune bache na hote itni badi duniya me
hans jo ye to man khil jaye roye agar to dil hil jaye
pyar bari jise muskan de do
use dono jahan ki khushi mil jaye
ye hansi jo na hoti to jindagi na hoti
jo nanhe mune bache na hote itni badi duniya me
jaise pani chupa gatao me chupi jindagi inki adao me
jaise pani chupa gatao me chupi jindagi inki adao me
ye darti pe jhumte hai aise jaise udhati hai titaliya hawao me
ye nanhe munni jane hai bansuri ki tane
jo ye nanhe mune bache na hote
itni badi duniya me jo chote chote bache na hote
chhal chhal hi fir hota
jo ye nanhe mune bache na hote itni badi duniya me