Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Madan Mohan | Rishi Kapoor, Ranjeeta | |||
Laila Majnu (1976) | Sahir Ludhianvi | Romantic Songs | |||||
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
jisne yeh pahnaayi hai us dildar ke sadke
jisne yeh pahnaayi hai us dildar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
us julf ke kurban lab-o-ruksar ke sadke
us julf ke kurban lab-o-ruksar ke sadke
har jalwa tha ik shola husn-e-yar ke sadke
har jalwa tha ik shola husn-e-yar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
jawani mangati thi yeh hasin jhankar barso se
jawani mangati thi yeh hasin jhankar barso se
tamanna bun rahi thi dhadakno ke tar barso se
chhup-chhup ke aane wale
chhup-chhup ke aane wale tere pyar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
jawani so rahi thi husn ki rangin panaho me
jawani so rahi thi husn ki rangin panaho me
chura laye ham unke najani jalwe nigaho me
chura laye ham unke najani jalwe nigaho me
kismat se jo huwa hai us didar ke sadke
kismat se jo huwa hai us didar ke sadke
us julf ke kurban lab-o-ruksar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
najar lahra rahi hai jist pe masti si chhayi hai
najar lahra rahi hai jist pe masti si chhayi hai
dubara dekhne ki shauk ne halchal machai hai
dubara dekhne ki shauk ne halchal machai hai
dil ko jo lag gaya hai us ajar ke sadke