Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Iss Raat Ke Sannate Me
|
Asha Bhosle | Sonik Omi | ||||
Do Chehre (1977) | Bharat Vyas | Sad Songs | |||||
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me
main banke pawan aati hu
har bhor chali jati hu
har raat sajan aati hu
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me
jab nind ki chadar odhe
sari duniya soti hai
jab nind ki chadar odhe
sari duniya soti hai
tab aadhi raat ko uth uth
meri ankhiya roti hai
kaante se chubhe jo dil me haye
kaante se chubhe jo dil me
wo banke chubhan aati hai
har bhor chali jati hu
har raat sajan aati hu
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me
ik jism hai aur do chehre
phir bhi hai kitne nyare
ik jism hai aur do chehre
phir bhi hai kitne nyare
sadiyo se mil nahi sakte
jo nadiya ke do kinare
jane kya shay suljhane
jane kya shay suljhane
banke uljhan aati hu
har bhor chali jati hu
har raat sajan aati hu
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me
gairo ki bhul nahi hai
ye bhul hai apni meri
gairo ki bhul nahi hai
ye bhul hai apni meri
hai ruh bhatakti phirti
jug jug se lagati pheri
bin lash ke jo udta hai
bin lash ke jo udta hai
wo banke kafan ke aati hu
har bhor chali jati hu
har raat sajan aati hu
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me
main banke pawan aati hu
har bhor chali jati hu
har raat sajan aati hu
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me
is raat ke sannate me