Lyrics of Iss Duniya Mein - इस दुनिया में
is duniyaa me saat samandar, saato samandar dil ke andar
dil ke andar pagal premi, prem ke maare
prem ke maare
dil dariyaa me dub gaye saare, maajhi na musafir kinaare

fir bhi kyu na jaane, fir bhi kyu na jaane
shmaa ke diwaane, jalte hain parwane
fir bhi kyu na jaane, shmaa ke diwaane
jalte hain parwane
diwaano ko parwaano ko
milta hain kya jaane aag me jal kar
is duniyaa me saat samandar, saato samandar dil ke andar
is duniyaa me saat samandar, saato samandar dil ke andar
hum hue, tum hue ke meer hue
sab usi julam ke asir hue
main kya hu tum kya ho, tauba karo ae logo

ulfat ka naam na lo, ulfat ka naam na lo
is khel me haar gaya, wo bhi jisaka naam tha sikandar
is duniyaa me saat samandar, saato samandar dil ke andar
is duniyaa me saat samandar, saato samandar dil ke andar
aaj ki sham pyaar ke naam, pyaar ko hain lakhon salam

kuchh bhi ho anjaam
is dil ke sau tukde ho jaye, fir bhi pukaare dilbar dilbar
dilbar dilbar dilbar dilbar, dilbar dilbar dilbar dilbar