Lyrics of Ishq Tere Jalwe Har Pahar Diil Me - इश्क तेरे जलवे हर पहर दिल में
ulajhta rahoon, jhulasta rahoon teri chahat mein main jalu
main jeene ki khwaish mein marta rahoon
ye kaisi sanak ye main karta hoon kyun
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
ye sanak fitraton mein basi hai kahin
raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahin
andhiare hi raas aate unhe
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
gum sum kabhi thamo na hath do pal to sang sang chalo
ik rah ke, ik mod par khwabon ki tarah milo
rahein to hain sabki juda tum apni raah par chalo
hathon mein hath accha hai khwaab
khwabon se baahar milo
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
jo bhi kiya kam hi kiya karne ko kitna hai baki
gum ke sheher mein tanha firu kuch to khabar lo yahan ki
khud ke liye sab hai kiya phir kyun hai itni udasi
humne bhi to chun li hai khud khwahish ki rahein dua si
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
ye sanak fitratoon mein basi hai kahin
raat ko jugnuon ki bhanak bhi nahin
andhiare hi raas aate unhe
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe
ishq tere jalwe har pehar dil mein palwe