Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ishq Mein Hum To Jaan Se Guzar Jaayege
|
Anuradha Paudwal, Usha Mangeshkar, Kishore Kumar, Mohammed Rafi | Kalyanji Anandji | Shashi Kapoor, Rekha | |||
Farishta Ya Qatil (1977) | Anjaan | Masti Bhare Geet | |||||
ishq me hum to
ishq me hum to jaan se guzar jayenge
ishq me hum to jaan se guzar jayenge
maut aani hai maut aani hai
aayengi mar jayenge mar jayenge
kahna aasan hai o kahna aasan hai
lekin na ker payenge ha ji ker payege
maut aaye najar to mukar jayenge
mukar jayenge
sirf kahte nahi hum ye ker jayenge
sirf kahte nahi hum ye ker jayenge
vaqt aaya to mar ke bhi dikhlayenge
vaqt aaya to mar ke bhi dikhlayenge
dikhlayenge dikhlayenge
ishq me hum to ishq me hum to
jaan se guzar jayenge ha guzar jayenge
maut aani aayengi mar jayenge mar jayenge
pyar ki raah se mod lo ye kadam
pyar ki raah se mod lo ye kadam
jaan ker jaan dene se kya fayada
pyar ki raah me lut ke dekhe koi
pyar ki raah me lut ke dekhe koi
jaan ker jaan dene me kya hai maza
jaan ker jaan dene me kya hai maza
kya hai maja kisi pe mar ke dekho
aanhe bhar ke dekho mohabbat kya hoti hai
mohabat ker ke dekho wafa pe marne wale
nahi hum darne wale qayamat ker jate hai
mohabat kerne wale wafa pe marne wale
marte aaye marte jayenge
khwab sare ye ha khwab sare ye
ek din bikhar jayenge
maut aaye najar to mukar jayenge
mukar jayenge maut aani hai
aayengi mar jayenge mar jayenge
teri nazaro ka ye jaam jisne piya
teri nazaro ka ye jaam jisne piya
umar bhar hosh me fir na vo aayega
ek nasha ek janun ek dhokha hai ye
ek nasha ek janun ek dhokha hai ye
ye nasha char din me utar jayega
ye nasha char din me utar jayega
utar jayega bada rangeen nasha hai
jo dil ko tumne diya hai
ye aag laga ke dil me bada ehsan kiya hai
mohabbat ki barbadi to ho dil abadi
hume lutne ka dar kya humne to jaan luta di
tadap ker marna hoga jeete ji to mil na payenge
mar gaye hum to mar gaye hum to mar ke tar jayenge
maut aaye to najar mukar jayenge mukar jayenge
maut aani hai aayengi mar jayenge mar jayenge
ek khilona hu mai waqt ke hath ka
ek khilona hu mai waqt ke hath ka
zindagi ka meri ho chuka faisla
is mohabbat me hai wo asar janeman
is mohabbat me hai wo asar janeman
jo badal de zamane ka her faisla
jo badal de zamane ka her faisla her fasla
jahaa ko tu kya jane are hum hai diwane
to fir bemuat maroge kare kya dil na mane
hai mana muskil hai hai kyu mayush nigahe
zamana rokega agar hum milna chahe
jawani diwani ko duniya wale
kya samjhayege dil ko samjha re
dil ko samjha re ab hum kidar jayenge
sath jina hai ab sath mar jayenge mar jayenge
ishq me hum to ishq me hum to jaan se guzar jayenge
maut aani hai maut aani hai
aayengi mar jayenge mar jayenge
ishq me hum to jaan se guzar jayenge
maut aani hai aayengi mar jayenge