Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ishq Ik Zahar Sahi Phir Bhi Piye Jata Hu
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | Maya Dass, Shammi Kapoor, Kishore Kumar, Om Prakash | |||
Mem Sahib (1956) | Rajinder Krishan | Mujra Songs, Ghazals | |||||
ishq ek zahar sahi zahar sahi
ishq ek zahar sahi fir bhi piye jata hu
dil ke virane ko abad kiye jata hu
ishq ek zahar sahi
aur dunia me
aur dunia me wafa par se bada kam hai kya
bas yahi sochke ye kam kiya jata hu
dil ke virane ko abad kiye jata hu
ishq ek zahar sahi
jo kisi roz mere
jo kisi roz mere maut ka bais honge
un hasino ki tamanna me jiye jata hu
dil ke virane ko abad kiye jata hu
ishq ek zahar sahi
mujhko malum nahi
mujhko malum nahi log magar kahte hai
sote sote ha sote sote
sote sote bhi tera nam liye jata hu
dil ke virane ko abad kiye jata hu
ishq ek zahar sahi fir bhi piye jata hu
dil ke virane ko abad kiye jata hu
ishq ek zahar sahi