The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Ishq Daulat Se Kharida Nahi Jata Pyare
0
Mahendra Kapoor Madan Mohan
Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) Raja Mehdi Ali Khan Sad Songs
Lyrics of Ishq Daulat Se Kharida Nahi Jata Pyare - इश्क दौलत से ख़रीदा नहीं जाता प्यारे

ek aasihiq ki vo zindagi hai mout bhi jis pe kurbaan jaye
ishq jis ki kare khud iffazat aise aasik ko kya mout aaye
wafa jagirdaro ko na kangalo ko milti hai
arey na ye goro ko milti hai na ye kalo ko milti hai
mohabbat khud ba khud hoti hai paida ki nahi jati
khuda ki khaas nemat hai jo dilwalo ko milti hai

ishq daulat se ishq daulat se khrida nahi jata pyare
ishq daulat se khrida nahi jata pyare
ye mohabbat se mohabbat se mohbabat se
ye mohabbat se mohabbat ka hai soda pyare
ishq daulat se khrida nahi jata pyare
ishq daulat se khrida nahi jata pyare

ishq iname khuda hai yaaro ishq paigame wafa hai yaaro
ishq shola bhi hai sabnam bhi hai
ishq talwar bhi marham bhi hai
ishq kasti bhi hai mallah bhi hai
ishq banda bhi hai khuda bhi hai
ishq hindu na muslamano ka
ishq ek jasba hai insaano ka
ishq english hai na hindustani
na ye turki hai na ye japani
ab kya batau pyar kaha hai kaha nahi
hai ishq har juba me iski juba nahi
iski juba nahi iski juba nahi iski juba nahi

duniya me sab se badh ke hai preet ki reet hindi ke ek kavi ka
sunata hu ek geet jagat me prem ki jai jaikaar
jagat me prem ki jai jaikaar lagaye prem hi beda par
lagaye prem hi beda par jagat me prem ki jai jaikaar
jai jaikaar jai jaikaar
ho jaye kis ko ishq bharosa hai iska kya
urdu ke ek sayare aajam ne hai kaha kya
ishq par jor nahi hai ye vo aashik aalif
ye lagaye na lage or bhujhye na bhujhe
jaat paat ko prem na dekhe prem hai andha tir
arey tulsi or kabira kah gaye kah gaye mohmeen meer
ishq daulat se ishq daulat se khrida nahi jata pyare
ishq daulat se khrida nahi jata pyare

pyar valo se ye manzer nahi dekha jata
rind kyo hosh ko sager me dubo dete hai
kitne jalim hai jo dil tod ke khush hote hai
tuta paimana bhi ham dekh ke ro dete hai
jarka udher garur or idher ishq ka sarur
vo bhi nashe me chur hai hum bhi piye hue
manzil kise milegi yahi dekhna hai ab
hum ishq ka wo may ka sahara liye hue
mai to pyar ka hu matwala matwala jogi
pyar ka hu matwala matwala jogi
mere pyar me hai vo masti jo kam na hogi
mere pyar me hai vo jogi jo kam na hogi
mai to diwana hu pyar ka mujhko nasha hai dildar ka
aisa nashe me hu chur mai gum se to koso hu dur mai
jai ho jai nigahe yaar ki jai ho jai jai ho jai
jai ho jai jai ho jai jai ho jai nigahe yaar ki
jai ho jai nigahe yaar ki jai ho jai nigahe yaar ki

nigahe yaar ne nighe yaar ne jis din se pilayi hai sarab
vo nasha vo nasha mujhpe hai chhaya ke nahi jiska jawab
hai mohabbat ka
hai mohabbat ka nasha sabse nirala pyare
hai mohabbat ka nasha sabse nirala pyare
ishq daulat se khrida nahi jata pyare
ye mohabbat se mohabbat se mohbabat se
ishq daulat se khrida nahi jata pyare
ishq daulat se khrida nahi jata pyare