Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ise Na Aur Lutiye Ye Dil Bahut Garib Hai
|
Lata Mangeshkar | Bulo C Rani | Shammi Kapoor | |||
Gul Sanovar (1953) | Kaif Irfani | ||||||
ise na aur lutiye ye dil bahut garib hai
nasib se mai kya kahu nasib to nasib hai

agar meri sune zara ram to roke unse ye kahu

sata rahe ho kyu mujhe jo maut ke karib hai
ise na aur lutiye ye dil bahut garib hai
nasib se mai kya kahu nasib to nasib hai
jo dil me rah kar jal bujhe wo dage gam bhi kya kahe

jo khud kabhi na bhare wo jakham bhi azib hai
ise na aur lutiye ye dil bahut garib hai
nasib se mai kya kahu nasib to nasib hai
ise na aur lutiye