Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Is Raat Diwali Ye Kaisi
|
Asha Bhosle, Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Nashad | ||||
Sabse Bada Rupaiya (1955) | Pyarelal Santoshi | ||||||
is raat diwali ye kaisi is raat ujala ye kaisa
is raat diwali ye kaisi is raat ujala ye kaisa
is raat diwali ye kaisi ye kaisa ujiyala chhaya hai
is raat diwali ye kaisi ye kaisa ujiyala chhaya hai
is raat diwali ye kaisi ye kaisa ujiyala chhaya hai
kuch baat nahi aisi vaisi
mehman koi ghar aaya hai ghar aaya hai
mehman koi ghar aaya hai ye baat to ham bhi jane hai
mehman koi ghar aaya hai ye baat to ham bhi jane hai
sach baat nahi kyu kahte ho
ke chand utar kar aaya hai ghar aaya hai
ho ke chand utar kar aaya hai ghar aaya hai
ek jhalak dikhla do hamko uski lakh balaye lenge
uski lakh balaye lenge ek jhalak dikhla do hamko
dil se lakh duvaye denge dil se lakh duvaye denge
jake abhi tum kah do unse chand abhi sharmaya hai ji
chand abhi sharmaya hai ji to duniya walo jao yaha se
chand abhi sharmaya hai sharmaya hai
ham jagkar raat bitayenge ham dhuni yaha ramayenge
dhuni yaha ramayenge ham jo chand utarkar aaya hai
wo chand dekh kar jayenge ham chand dekh ke jayenge ham
jake abhi tum kah do unse chand abhi alsaya hai ji
chand abhi alsaya hai ji to duniya walo jao yaha se
chand abhi alsaya hai alsaya hai
o nili nili chunariya taro bhari
o dekho jaise gagan se utri pari ho
ham kirne bankar nachenge ham tare bankar gayenge
ham kirne bankar nachenge ham tare bankar gayenge
ye raat nahi phir aane ke ham milkar khushi manayenge
ae chand tere sadke jaye jo raat suhani laya hai
ghar aaya hai o chand utarkar aaya hai