Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Is Mehfil Me Aana Bachke
|
Geeta Dutt | Roshan | ||||
Coffee House (1957) | Prem Dhawan | ||||||
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer nazar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jhatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai chhup ke yaha
tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer nazar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jhatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai chhup ke yaha
tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke
muskurati bijliyan hai in nigaho me
muskurati bijliyan hai in nigaho me
kitne afsane chupe hai in adao me
kitne afsane chupe hai in adao me
kho na jana julfo ki in
tedhi raaho me
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer nazar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jhatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai chhup ke yaha
tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke
jaan le baatein jara tu
in sitaro ki
jaan le baatein jara tu
in sitaro ki
dhundhti hai tujhko nazre raajdaro ki
dhundhti hai tujhko nazre raajdaro ki
loot ke dekhi humne duniya
yu hazaaro ki
is mehfil me aana bachke
yaha chalte hai teer nazar ke
aur patli kamar jab lachke
to dil khaye
jhatke pe nahi chalta jor koi
ae ji baitha hai chhup ke yaha
tere dil ka chor koi
is mehfil me aana bachke