Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Is Dil Me Rah Chuke Hai Wo Armaan Ki Tarah
|
Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Sanjeev Kumar | |||
Do Ladkiyan (1976) | Anand Bakshi | Sad Songs | |||||
is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha
is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha
ab dekhte hai humko
ab dekhte hai humko wo anjan ki tarha
is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha
kis se kare gila ke likha tha nasib me
kis se kare gila ke likha tha nasib me
likha tha nasib me
sahil hume duboyega tufan ki tarha
sahil hume duboyega tufan ki tarha
is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha
mehfil me dost banke na milte hume magar
mehfil me dost banke na milte hume magar
na milte hume magar
kar lete bat yuhi wo insan ki tarha
kar lete bat yuhi wo insan ki tarha
is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha
ab dekhte hai humko wo anjan ki tarha
is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha