Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Is Bharat Par Hai Garv Hame
|
Mukesh Chand Mathur | Vasant Desai | ||||
Jai Radhakrishna (1974) | Yogesh | ||||||
is bharat par hai garv hume
iski maati par hai abhiman
pane ko jaha prem swayam
dharti par aate hai bhagwan
suray chandarma taare nis din
karte jise prnam
ganga jaisa pawan hai wo
radhe krishan ka naam
jai radhe krishan jai radhe krishan ka naam
sath samay ke ho jati hai
har ek baat purani
kabhi purani ho na saki
par inki amar kahani
is dharti ke kan kan me hai
ab tak jinka naam
ganga jaisa pawan hai wo
radhe krishan ka naam
jai radhe krishan jai radhe krishan ka naam
isi rang me rang kar tar gayi
prem diwani meera
isi rang me rang kar tar gayi
prem diwani meera
bhavsagar se paar utar gaye
tulsi sur kabira
tulsi sur kabira
sita ram kaho chahe unko bolo radhe krishan
ganga jaisa pawan hai wo
radhe krishan ka naam
jai radhe krishan jai radhe krishan ka naam