Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Is Ada Se Salaam Lete Hai
|
Hemlata | Usha Khanna | ||||
Nateeja (1969) | Saleem Sagar | ||||||
is ada se salam lete hai
is ada se salam lete hai
jaise kuch intikaam lete hai
ham mohabbat se naam lete hai
ham mohabbat se naam lete hai
vo to nafrat se kaam lete hai
vo to nafrat se kaam lete hai
is ada se salam lete hai
is ada se salam lete hai
samne ho ke bhi hamse milte nahi
dost dushman ki tarah to jalte nahi
samne ho ke bhi hamse milte nahi
dost dushman ki tarah to jalte nahi
kon sa vo mukam lete hai
kon sa vo mukam lete hai
is ada se salam lete hai
is ada se salam lete hai
jaise kuch intikaam lete hai
ham mohabbat se naam lete hai
ham mohabbat se naam lete hai
yu nigahe naa fero khuda ki kasam
jindagi pe karo aaj toda karam
yu nigahe naa fero khuda ki kasam
jindagi pe karo aaj toda karam
ham kaleje ko tham lete hai
ham kaleje ko tham lete hai
is ada se salam lete hai
is ada se salam lete hai
jaise kuch intikaam lete hai
ham mohabbat se naam lete hai
ham mohabbat se naam lete hai
log ulfat me bante hai diwar kyu
do dilo se jalta hai ye sansar kyu
log ulfat me bante hai diwar kyu
do dilo se jalta hai ye sansar kyu
kyu jafao se waar lete hai
kyu jafao se waar lete hai
is ada se salam lete hai
is ada se salam lete hai