The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Intejaar
0
Ali Haider
Chandni Raatein (Ali Haider) (0)
Lyrics of Intejaar - कोई आरज़ू ना, ना कोई इंतज़ार

koi aarzu na, na koi intzaar
dil ye kare ab kis pe aitbaar
koi aarzu na, na koi intzaar
dil ye kare ab kis pe aitbaar
jhuthe rishte naato se
jane kin kin baato se
aaj huyi meri haar
mere yaar, mere yaar, mere yaar, mere yaar
mere yaar, mere yaar, mere yaar, mere yaar

man me chhupi pyas tere pyar ki, megha maange
aag bhadak uthi sine me biti yaado ki
man me chhupi pyas tere pyar ki, megha maange
aag bhadak uthi sine me biti yaado ki
chhodke jane wale aise chale jate hai
wo ?? aawaze sunne me phir kab aate hai
mere yaar, mere yaar, mere yaar, mere yaar
mere yaar, mere yaar

zehar ka pyala bhi pee lunga tere hatho main
dar dar ke jeeta hu hijar ki kaali raato me
zehar ka pyala bhi pee lunga tere hatho main
dar dar ke jeeta hu hijar ki kaali raato me
bhige bhige hai aankhe reja reja ye man
koi gila nahi apno ne di hai ye chubhan
mere yaar, mere yaar, mere yaar, mere yaar
mere yaar, mere yaar, mere yaar, mere yaar
mere yaar, mere yaar, mere yaar, mere yaar