Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ikraar Ke Parde Me
|
Amirbai Karnataki | Firoz Nizami | ||||
Badi Baat (1944) | Swami Ramanand Saraswati | ||||||
ikarar ke parde me, tujhko na sajate the
inkar jo karna tha, pehle hi bata dete
inkar jo karna tha, pehle hi bata dete
ahsan kiya tumne, ahsan bada hota
ahsan kiya tumne, ahsan bada hota
ahsan kiya tumne, ahsan bada hota
dar se jo uthaya tha
dar se jo uthaya tha, duniya se utha dete
dar se jo uthaya tha, duniya se utha dete
tum bhul gaye hamko, ham kaise tumhe bhule
tum bhul gaye hamko, ham kaise tumhe bhule
tum bhul gaye hamko, ham kaise tumhe bhule
dile bas me agar hota
dile bas me agar hota, ham tumko na dete
ikarar ke parde me, tujhko na sajate the