Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ik Yaad Kisi Ki Yaad Rahi (Duet)
|
Shamshad Begum, G. M. Durrani | Ghulam Haider | ||||
Shama (1946) | Ehsan Rizvi | ||||||
ik yaad kisi ki yaad rahi
ik yaad kisi ki yaad rahi
aur sari dunia bhul gaye
dil gum ke geet sunata hai
dil gum ke geet sunata hai
aaram ka nagma bhul gaye
ik yaad kisi ki yaad rahi
aur sari dunia bhul gaye
kyu kar mai hasu dil rota hai
ab koi bhi aasu rota hai
beaas jaha me jeete hai
beaas jaha me jeete hai
jeene ki tamanna bhul gaye
ik yaad kisi ki yaad rahi
aur sari dunia bhul gaye
ik yaad kisi ki yaad rahi
ik yaad kisi ki yaad rahi
aur sari dunia bhul gaye
dil gum ke geet sunata hai
dil gum ke geet sunata hai
aaram ka nagma bhul gaye
hai dil ke saz ki dohri ley
hai dil ke saz ki dohri ley
dukh dard bhi hai aaram bhi hai
dukh dard bhi hai aaram bhi hai
kyu gum ki lambi tano me
geet khushi ka bhul gaye
ik yaad kisi ki yaad rahi
aur sari dunia bhul gaye
kyu kar mai hasu dil rota hai
ab khoon bhi aasu rota hai
beaas jaha me jeete hai
beaas jaha me jeete hai
jeene ki tamanna bhul gaye
ik yaad kisi ki yaad rahi
aur sari dunia bhul gaye