Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ik Tute Hue Dil Ka Kise Dard Sunaye
|
Geeta Dutt | Husnlal Bhagatram | ||||
Surajmukhi (1950) | Gulshan Jalalabadi, Rajendra Krishan, | ||||||
ik tute hue dil ka kise dard sunaye
barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye
ik tute hue dil ka kise dard sunaye
barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye
wo bhulane wale ab yaad na aao yaad na aao
wo bhulane wale ab yaad na aao yaad na aao
ya aasuon se kah do aankho me na aaye
barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye
ik tute hue dil ka kise dard sunaye
barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye
khamosh hai sunkar bhi ye bedardi
zamaana bedardi zamaana
aanho ki kahani ab kise ja ke sunaye
barbaad mahobbat tujhae lekar kaha jaye
ik tute hue dil ka kise dard sunaye
barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye