Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ibteda Me Kalaam Tha
|
Jagjit Singh, Anil Kant | |||||
Pray For India (Jagjit Singh) (0) | Ghazals | ||||||
ibteda me kalaam tha
aur woh khuda ke sath tha
woh kalaam khud khuda hi tha
pehle se uske saath tha
ibteda me kalaam tha
usme hi sab kuch paida hua
usme hi sab kuch paida hua
uske bina toh kuch bhi na tha
ibteda me kalaam tha
thi us kalaam se hi zindagi
thi us kalaam se hi zindagi
thi woh hi insaan ki roshni
ibteda me kalaam tha
woh noor chamka andheron me
woh noor chamka andheron me
andhera usko samjhana tha
ibteda me kalaam tha
aur woh khuda ke sath tha
woh kalaam khud khuda hi tha
pehle se uske saath tha
ibteda me kalaam tha
ibteda me kalaam tha
ibteda me kalaam tha
aur woh khuda ke sath tha
woh kalaam khud khuda hi tha
pehle se uske saath tha
ibteda me kalaam tha
ibteda me kalaam tha
ibteda me kalaam tha