The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
I Am Mumbai
0
Javed Jaffrey Ashutosh Pathak
Bombay Boys (1998)
Lyrics of I Am Mumbai - आई एम मुंबई

mumbai ek dam danger place
where you survive if you got the pace
you got to be fast you got to be tez
you got to be sure to win the race

chhota chhota matter bane police case
bada bada lfada gul without trace
ghabrane ka nahi give it in the pace
wo kya bolta hai ha
jaisa desh waisa bhesh
dikhe bahti ganga, pocket se nikle kangha
dekhte rahna panga nahi to ho jayega danga
sathi tera bhla changa sala bhikh manga
bhai giri ko chhod sab bakwaas
bhai ke under jo rahta bindaas
bhai ko dega taras hoyenga wo khalaas
bahega uska blood just like tomato sauce
are baap re

khane ka, peene ka, marne ka, jeene ka
chalne ka, firne ka, uthne ka, girne ka
tension nahi lene ka bhai se puchhne ka
kasa kaay parahaay i am mumbai
aane ka, jane ka, nachne ka, gaane ka
nahane ka, dhone ka, hansne ka, rone ka
bolne wale ka bhai se puchhne ka
kasa kaay parahaay i am mumbai

beer bar, disco bar bar bar lagatar
note chhapne ke liye solid hai karobar
bhai ke adda par dikhta hai jo ek baar
udhar hi rah jata hai chhodke apna ghar baar
hindusatni election telephone connection
contractor se permission
illegal erection
paisa lu collection
paper du correction
everthing perfection
abhi le ve bhai action
court me agar jayinga
to bees saal tak samba
law and order se pandu bhai ka hath hai laamba
neta abhineta ya ho koi bulider
bhai ko dekar supari karwata hai murder
hath me uska power aisa
sab uska aage jhukta
uska khopdi sanak gaya to pura mumbai rukta

ae khatam nahi hua
ae basket daal
we play
ae banjo chal
orchastara
come on cheer me
ha come on cheer me
chorus

khane ka, peene ka, marne ka, jeene ka
chalne ka, firne ka, uthne ka, girne ka
tension nahi lene ka bhai se puchhne ka
kasa kaay parahaay i am mumbai
aane ka, jane ka, nachne ka, gaane ka
nahane ka, dhone ka, hansne ka, rone ka
bom nahi maarne ka bhai se puchhne ka
kasa kaay parahaay i am mumbai
kasa kaay parahaay i am mumbai
ae maarega sar pe hagega ghar pe kya
jayada tading nahi krne ka
kasa kaay parahaay i am mumbai

abe aasmani kabutar balconi se utar ke
stall me aa stall me
khopche me lekar dun kya kharcha paani
ghanta, ae kya re haan
area me aake jhol nhi karne ka
bola na tere ko
bhai hai main bhai hai idhar ka
samjha na bhai hai