Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Huyi Umar Yeh
|
Asha Bhosle | Ram Laxman | ||||
Humse Badhkar Kaun (1981) | Ravindra Rawal | ||||||
hui umar ye solha saal ki haye main
hui umar ye solha saal ki haye main
kya karu kya karu
jara ek najar to daal
ki kya karu kya karu
hui umar ye solha saal ki haye main
jaane kitne khilaune khele hai
maine apne bachapan mein maine paya haye
maine paya khilauna ab wo
jiski hasrat thi man mein
ab dekhna mera kamaal ki haye main
ab dekhna mera kamaal ki haye main
ki kya karu kya karu
hui umar ye solha saal ki haye main
ki kya karu kya karu
sona chandi na chahu jamila
na koi dhan daulat ki jise
main to mangu main to mangu
pyar jara sa kahe katraye aise
mera piya pada kangaal
mera piya pada kangaal
ki kya karu kya karu
hui umar ye solha saal ki haye main
ki kya karu kya karu
mujhe sautan lage re balma
ram kasam teri ye wardi
aisi bhi kya haye aisi bhi kya
gulami iski aaj khul ke bol de bedardi
meri khatir waqt nikal ki haye
meri khatir waqt nikal ki haye
ki kya karu kya karu
hui umar ye solha saal ki haye main
ki kya karu kya karu
jara ek najar to daal
ki kya karu kya karu