Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Huve Majabur Ham, Kisi Ke Dil Men Rahana Tha
|
Lata Mangeshkar, Shamshad Begum | Naushad | Nargis, Amar, Munawar Sultana, Dilip Kumar | |||
Babul (1950) | Shakeel Badayuni | ||||||
huye majabur ham aur dil mohabbat kar ke pachhtaaya
khushi ko lut kar meri bataao tumne kya paaya
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha
mera dil le ke mere pyaar ko thukara diya tumne
sahara deke aankhe pher li ye kya kiya tumne
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha
khabar kya thi ke armaano pe tum bijli gira doge
meri hasti hui aankho ko rona bhi tum sikha doge
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha
tumhare geet mai gaati thi hardam ho ke divaani
mere dil ki magar aavaaz tumne naa pahchaani
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha