Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Husnwalo Ki Galiyo Me
|
Shamshad Begum | Vasant Desai | ||||
Sheesh Mahal (1950) | Shams Lakhnavi | ||||||
jahar khana magar dil lagana nahi husnwalo ki
husnwalo ki galiyo me jana nahi jahar khana
ke jahar khana magar dil lagana nahi husnwalo ki
ye najar par chada kar gira dete hai
ye najar par chada kar gira dete hai
ek sapna samjh kar bhula dete hai
ek sapna samjh kar bhula dete hai inki ulfat ke
inki ulfat ke fande me aana nahi jahar khana
ke jahar khana magar dil lagana nahi husnwalo ki
mithi bate suna kar banate hai ye jakhme dil
jakhme dil dekh kar muskurate hai ye sama ki tarah
sama ki tarah dil ko jalana nahi jahar khana
re jahar khana magar dil lagana nahi husnwalo ki
ghar hazaro hai inke bigade hue
baag lakho hai inke ujade hue jo fasa uska
jo fasa uska koi thikana nahi jahar khana
re jahar khana magar dil lagana nahi husnwalo ki
husnwalo ki galiyo me jana nahi jahar khana
ke jahar khana magar dil lagana nahi husnwalo ki