Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Husn Ko Chand Jawaani Ko
|
Hariharan | Hariharan | ||||
Sukoon (1983) | Qateel Shifai | ||||||
husn ko chand jawani ko kamal kahte hai
husn ko chand jawani ko kamal kahte hai
unki surat nazar aaye to gajal kahte hai

husn ko chand
uf umarmar se tarasa huaa safaat badan
uf umarmar se tarasa huaa safaat badan
dekhne wale use tajmahal kahte hai
dekhne wale use tajmahal kahte hai
unki surat nazar aaye to gajal kahte hai
husn ko chand
par gayi paaw me takdir ki janjir to kya

humto usko bhi teri julf ka bal kahte hai
humto usko bhi teri julf ka bal kahte hai
husn ko chand
mujhko maalum nahi iske siwa kuchh bhi kati

jo sabhi vasam mein gujre use pal kahte hai