Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Husn Ko Chand
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | ||||
Pyar Mohabbat (1966) | Shailendra | Romantic Songs | |||||
husan ko chand jawani ko kawal kehte hai
koi suarat nazar aaye to gajal kehte hai
mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi
mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi
akhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi
mil gayi mil gayi mil ho gayi re
mujhko mohabbat mil gayi
gulshan ke angin phoolo mein phool sa ye albela chehra
dunia bhar ke hasin chehro mein
sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra
aaj wo mere samne hai jinse tabiyat mil gayi
akhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi
mil gayi mil gayi mil gayi re
mujhko mohabbat mil gayi
alahadpan al masti unki us par unka ye bholapan
ruksat se pehle milte ho
jaise jawani or ladakpan jaise jawani or ladakpan
hum hi hum hai jab se hamein pyar ki daulat mil gayi
akhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi
mil gayi mil gayi mil hye gayi re
mujhko mohabbat mil gayi
usne kaha dil hai to laohumne kaha jaan bhi hazir hai
usne kaha sachmuch marte ho
hamnen kaha bilkul zahir hai hamnen kaha bilkul zahir hai
husan se takrane ki saja humko nasihat mil gayi
akhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi
mil gayi mil gayi mil gayi re
mujhko mohabbat mil gayi
mil gayi hye mil gayi aa mil gayi re
mujhko mohabbat mil gayi