Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Husn Ka Garur Buri Baat Hai
|
S D Batish, Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram | ||||
Surajmukhi (1950) | Abid Gulrez | ||||||
husn ka garur buri bat hai huzur
husn ka garur buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
lahko duaye mang ke
ye din bulaye hai
mushkil se aaj aap
mere pas aaye hai
mere pas aaye hai
lahko duaye mang ke
ye din bulaye hai
mushkil se aaj aap
mere pas aaye hai
mere pas aaye hai
phir bhi dur dur
buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
be pair ki yu udane se baz aayiye
jhuti na hamse is tarah bate banaiye
bate banaiye
be pair ki yu udane se baz aayiye
jhuti na hamse yu is tarah bate banaiye
bate banaiye
hai jhuth kya jarur
buri bat hai huzur
hai jhuth kya jarur
buri bat hai huzur
husn ka garur buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
dil tumpe jan deta hai
karta hai tumse pyar
gum me tumhare rahta hai
har waqt bekarar
dil tumpe jan deta hai
karta hai tumse pyar
gum me tumhare rahta hai
har waqt bekarar
is dil ka hai kasur
buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
is dil ka hai kasur
buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
husn ka garur buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
dil ko hai dil se rahat
to sab jan jayega
aapas ki batchit hai ye
man jayega ye man jayega
dil ko hai dil se rahat
to sab jan jayega
aapas ki batchit hai ye
man jayega ye man jayega
jhagda hai kya jarur
buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
jhagda hai kya jarur
buri bat hai huzur
buri bat hai huzur
husn ka garur buri bat hai huzur
buri bat hai huzur