Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hun Gham Se Na Harenge
|
Lata Mangeshkar | Shyamal Mitra | Vidya Sinha | |||
Mamta (1977) | Yogesh | Motivational Songs | |||||
hun gham se na harenge
hun gham se na harenge
ek roz humari rahi
ye phul sawarenge
hun gham se na harenge
hun gham se na harenge
hai kaun yaha jiske arma
kehlaye raho banjare
phir kyun gile jo na mile
sapno ke chamkte tare
hai kaun yaha jiske arma
kehlaye raho banjare
phir kyun gile jo na mile
sapno ke chamkte tare
sach ho na ho hum
sapno ki tasvir niharenge
hun gham se na harenge
hun gham se na harenge
humne mana man diwana
ye rukh se abhi vojhal hai
kis baat ka dar shahil agar
naino se abhi ojhal hai
humne mana man diwana
ye rukh se abhi vojhal hai
kis baat ka dar shahil agar
naino se abhi ojhal hai
kal khud hi ye shahil dekho humko pukarenge
hun gham se na harenge
hun gham se na harenge
kitna ho ghira chahe andhiyara
chahe paav thake chalne se
kitna ho ghira chahe andhiyara
chahe paav thake chalne se
kitna ho ghira chahe andhiyara
chahe paav thake chalne se
hoti nahi kam roshni ek deep ke bhi jalne se
phir kis liye hum ro ro ke jivan gujarenge
hun gham se na harenge
hun gham se na harenge
ek roz humari rahi
ye phul sawarenge
hun gham se na harenge
hun gham se na harenge