Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Humse Khush Hai Zamana
|
Naseem Akhtar | Naushad | ||||
Keemat (1946) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
ho o ho hum se khush hai jamana
ho o ho hum se khush hai jamana
jamana khush hai jamana
dard pahlu me lakho chupa kar
aansu pite huye muskura kar
dard pahlu me lakho chupa kar
aansu pite huye muskura kar
gate hai ye tarana
gate hai ye tarana
ho o ho hum se khush hai jamana
ho o ho hum se khush hai jamana
jamana khush hai jamana
bahri duniya se apni kahani
kya kahe ho gayi chup jawani
bahri duniya se apni kahani
kya kahe ho gayi chup jawani
gati hai har farman
gati hai har farman
ho o ho hum se khush hai jamana
ho o ho hum se khush hai jamana
jamana khush hai jamana
ye jamana satata hai ae dil
is ko hans hans rulata hai ae dil
tu bhi isko rulana
tu bhi isko rulana
ho o ho hum se khush hai jamana
ho o ho hum se khush hai jamana
jamana khush hai jamana