Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Humne Karke Mohabbat Bhi Dekh Li
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | Shatrughan Sinha, Hema Malini | |||
Do Thug (1975) | Rajinder Krishan | ||||||
humne karke mohabbat bhi dekh li
humne karke shrafat bhi dekh li
hoke barbad humne ye jana
hoke barbad humne ye jana
sikh lo ulta sulta kam sikh lo ulta sulta kam
nahi to bhukhe maroge bhole ram
o bhole ram bukhe maroge bhole ram
humne karke mohabbat bhi dekh li
humne karke shrafat bhi dekh li
hera pheri hera pheri ke pahiyo pe dekho
kaisi chalti hai duniya ki gadi
aaj lakho karodo me khele
jisko kehte the kal tak anadi
lut mar ka baza baze are lut mar ka baza baze
mehangayi ki gundiya nache
o dekho wo jo abhi se anjam
nahi to bhukhe maroge bhole ram
o bhole ram bukhe maroge bhole ram
humne karke mohabbat bhi dekh li
humne karke shrafat bhi dekh li
hire pane me hire pane me bagal me dabaye
aur surat se lage bikh mange
aaj niyat na muh ko chhupaye
jab ki insan ho gaye nage
ho gaya sab kuch nakli nakli
arey ho gaya sab kuch nakli nakli
beimani rah gayi hai asali
ho kar lo kar lo beimani ko salam salam
nahi to bhukhe maroge bhole ram
o bhole ram bukhe maroge bhole ram
humne karke mohabbat bhi dekh li
humne karke shrafat bhi dekh li
ghar baithe ghar baithe bithaye mil jaye
bina charge amiro ko rashan
hum garibo ki kismat me likha hai
roj netao ka taza bhasan kya jata hai tere bap ka
arey kya jata hai tere bap ka
ban ja chamcha bade sahab ka
ho bhar lo bhar lo dolat se godam
nahi to bhukhe maroge bhole ram
o bhole ram bukhe maroge bhole ram