Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Humnashi Aake Bahut Door Abhi Jaana Hai
|
Alka Yagnik, Kishore Kumar | Rajesh Roshan | ||||
Ek Daku Saher Mein (1985) | Majrooh Sultanpuri,, Chander Oberoi,, Rajesh Roshan | Masti Bhare Geet | |||||
humnashi aage bahut dur abhi jana hai
ishk ke nur se in raho ko chamkana hai
kharjaro ko kuchalte hue in kadmo se
lakh pursh aur hawao se gujar jana hai
ishk nahi dharti ki kuch sahy ishk hai allah ka farman
ishk to jism me chupi hui ruh ishk me hai ilahi ki shan
bas me nahi hai dil ka aana khel nahi hai ishk ki lag
mithi mithi jalan jo dede ishk wo ek dahakti aag
humnashi aage bahut dur abhi jana hai
ishk ke nur se in raho ko chamkana hai
kharjaro ko kuchalte hue in kadmo se
lakh pursh aur hawao se gujar jana hai
humnashi aa
sach hi hai ke ishk hai andha iska teer agar lag jaye
jahar ye bharde har rag rag me
jiwan bhar fir ye tadpaye
hosh khoya maine to ek hosh bhi hai pa liya
maine dil me teri hi taswir ko saja liya
dil jawa hai rut jawa hai har tamanna bhi jawa
maine baho me ek hasin chand ek chupa liya
hosh khoya maine to ek hosh bhi hai pa liya
maine dil me teri hi taswir ko saja liya
dil jawa hai rut jawa haih har tamanna bhi jawa
palko ki chilman me chand ek chupa liya
humnashi aage bahut dur abhi jana hai
ishk ke nur se in raho ko chamkana hai
kharjaro ko kuchalte hue in kadmo se
lakh pursh aur hawao se gujar jana hai
humnashi aa