Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Humko Tumhara Hi Aasra
|
Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra | ||||
Saajan (1947) | Moti | ||||||
humko tumhara hi aasra
tum humare ho na ho
lab pe tumhara hi naam hai
tum humare ho na ho
humko tumhara hi aasra
aankho me kuch muskura diya
hontho ko bhi kuchh daba diya
aankho me kuch muskura diya
hontho ko bhi kuchh daba diya
maine jo puchha sawaal ko
palko ko niche jhuka diya
duniya meri badal gayi
tum humare ho na ho
humko tumhara hi aasra
dhadkan me tum ho basi hui
tadpan me tum ho basi hui
dhadkan me tum ho basi hui
tadpan me tum ho basi hui
lekin na hum tum mil sake
kaisi ye bebasi hui
aankho me jalta charaag hai
tum humare ho na ho
humko tumhara hi aasra
daulat nahi mujhko chahiye
aish aur isharat na chahiye
daulat nahi mujhko chahiye
aish aur isharat na chahiye
dono jaha ke mukaabale
teri mohabbat hi chahiye
hum to tumhaare hai ho chuke
tum humare ho na ho
humko tumhara hi aasra
tum humare ho na ho
humko tumhara hi aasra