Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Humko Paisa Na Do, Hum Bikhari Nahi
|
Anupama Deshpande, Asha Bhosle | Usha Khanna | ||||
Mazdoor Zindabaad (1977) | Asad Bhopali | Dard Bhare Geet | |||||
humko paisa na do hum bikhari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
hath failana aadat hamari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
koi kam aisa dedo jo hum kar sake
apni mehnat se pet apna hum bhar sake
hum bhi izzat se sar ko utha ke chale
chain se ji sake chain se mar sake
bat choti si hai bahut bhari nahi
hath failana aadat hamari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
chote hatho me apne badi jan hai
ache insan banne ka alfan hai
yad hai in shivaji ke nare hame
kam hi hum garobo ka bhagwan hai
kam se koi chiz pyari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
hath failana aadat hamari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
humko paisa na do hum bikhari nahi
hum bikhari nahi hum bikhari nahi
hum bikhari nahi