Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Humari Beqarar Si Nazar
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Phaansi (1978) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar
kya batlaau mere kaatil kaise tumko paya hain
jab galiyan galiyan ji bhatka
tab is manjil tak aaya hain
ajib hain ye pyar ka safar bhi dekh lena
ajib hain ye pyar ka safar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena
aapke diwane bhi
aapke diwane bhi aise kaha baaj aate hain
dil se hain jo khelte jaan pe bhi khel jate hain
ab chahe kayamat uth jaye
diwane kahan ghabrate hain ghabrate hain
tum aaj gam ke maro ka jigar bhi dekh lena
tum aaj gam ke maro ka jigar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena
lut ke baithe ho tum
lut ke baithe ho tum kisko andheri raato me
lahu ye hain ke rang hain
kuch to laga hain hatho me
yu hi nahi kaha jane jaha
kuch dam hain humari baato me
ha baato me ae ji baato me
udegi subah tak koi khabar bhi dekh lena
udegi subah tak koi khabar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena