Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Tumpe Mar Mitenge
|
Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur, Jaani Babu Qawwal, Mohammed Rafi | Sharda | ||||
Mandir Masjid (1977) | Aish Kanwal | ||||||
hum tumpe mar mitenge tumko khabar na hogi
hum tumpe mar mitenge tumko khabar na hogi
lekin tumhari janib diil ki najar na hogi
najar na hogi lekin tumhari janib diil ki
najar na hogi tum lakh hamko chaho
chahat magar na hogi tum lakho hamko chaho
chahat magar na hogi chahat magar na hogi
na hogi chahat magar na hogi
dekhenge raat ki hum kab tak sahar na hogi
dekhenge raat ki hum kab tak sahar na hogi
hum tumpe mar mitenge tumko khabar na hogi
hum tumpe mar mitenge tumko khabar na hogi
fer lo apni najar najar hampe hoga na asar asar
hamko samjhao na tum dil lagane ka hunar
hamko samjhao na tum dil lagane ka hunar
ye hunar yad karo apna dilshad karo
nojawani ko abhi yu na barbad karo
nojawani ko abhi yu na barbad karo
jindgai ka maja jindgai ka maja dil lagane me hai
or jalwo ki sohraat jamane me hai
hamare jalwo ki talab jo tum na la sakoge
tu tum kya karoge to tum kya karoge
kasam khuda ki hai apna dawa
na ji sakoge na tum maroge
na ji sakoge na tum maroge
na ji sakoge na tum maroge
ha jindagi ka maja jindagi ka maja
jindagi ka maja dil lagane me hai
or jalwo ki sohraat jamane me hai
dil ki umang chahat ki jung
layi hai rang kya rang kya rang kya
dil ki umang chahat ki jung layi hai rang kya
dil ki umang chahat ki jung layi hai rang kya
hum tumpe mar mitenge tumko khabar na hogi
hum tumpe mar mitenge tumko khabar na hogi
hazaro rang hai badle tumhari suraat ne
hamare waste tumko banaya kudraat ne
puri kis tarah se dilwalo ki khwahish hogi
tum agar hamko na chaho to nawazis hogi
tum to suraat ke ho sirf diwane
banke firte ho shama ke parwane
hum hai parwane parwane
parwane dekho bade kam ke
humko aashik na samjho fakat naam ke
humko aashik na samjho fakat naam ke
junu pe apne hai naz kyo ki
na maare hamko kisi ne pathar
wo hum nahi ho jo kal ke majnu
fira karenge jaha me dar dar
hamko aashik na samjho na samjho
aashik na samjho
hamko aashik na samjho na samjho
aashik na samjho
luta ke shame pe apni hasti
wafa ke afsane kah rahe hai
hamari chahat rahegi kayam
ye aaj parwane kah rahe hai
hum hai parwane dekho
hum hai parwane dekho
hum hai parwane dekho
dekho parwane dekho
samjh samjh ke bhi ab jo na samjhe
to unse ab to khuda hi samjhe
kitabo dil to padh chuke magar
wo hamko juda hi samjhe