Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Tumhare Tum Humare
|
Shabbir Kumar, Chandrani Mukherjee | Ajay Swami | ||||
Rahemdil Jallad (1985) | Qaisar Ul Jafri | ||||||
hum tumhare tum humare
hum tumhare tum humare
armano me kho gaye
armano me kho gaye
zindagi ke khwab suhane
zindagi ke khwab suhane
aur suhane ho gaye
aur suhane ho gaye
o janeman janewafa
o janeman janewafa
mere dil ki tum dhadkan ho
main hu khushbu tum chandan ho
ho mere dil ki tum dhadkan ho
main hu khushbu tum chandan ho
do badan ek ja hai hum tum
pyar ki muskan hai hum tum
bhul ke duniya ki rasmo ko
bhul ke duniya ki rasmo ko
hum diwane ho gaye
hum diwane ho gaye
zindagi ke khwab suhane
aur suhane ho agye
aur suhane ho gaye
o janeman janewafa
o janeman janewafa
pyar ko apne najar lage na
aandhi me bhi deep bujhe na
o pyar ko apne najar lage na
aandhi me bhi deep bujhe na
chalte jaye apne raste
jivan bite hanste hanste
pyar ki shamma jab se jali hai
pyar ki shamma jab se jali hai
dil parwane ho gaye
dil parwane ho gaye
hum tumhare tum humare
armano me kho gaye
armano me kho gaye
o janeman janewafa
o janeman janewafa
apni mauje apna sahil
apni raahe apni manzil
o apni mauje apna sahil
apni raahe apni manzil
bahti jaye jivan dhara
dhundh liya hai humne kinara
pyar ki naiya lekar hum tum
pyar ki naiya lekar hum tum
tufano me kho gaye
tufano me kho gaye
hum tumhare tum humare
armano me kho gaye
armano me kho gaye
o zindagi ke khwab suhane
aur suhane ho gaye
aur suhane ho gaye
o janeman janewafa
o janeman janewafa