Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Tum Jeet Gaye Dushman Haar Gaye
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | Jeetendra | |||
Lok Parlok (1979) | Anand Bakshi | ||||||
hum tum jeet gaye dushman har gaye
hum tum jeet gaye dushman har gaye
khule maidan me hum bazi mar gaye
ghunghru baj uthe nach uthe jhum ke hum
jha na na na na jha na na na na
hum tum jeet gaye dushman har gaye
hum tum jeet gaye dushman har gaye
khule maidan me hum bazi mar gaye
ghunghru baj uthe nach uthe jhum ke hum
ja na na na na ja na na na na
hum tum jeet gaye dushman har gaye
hum tum jeet gaye dushman har gaye
daulat nahi kasm aayi chahat ne jiti ladai
daulat nahi kasm aayi chahat ne jiti ladai
dhadkano se dur rahe hum bade majbur rahe
dhadkano se dur rahe
apna sar na jhukaya hamne sahe lakh sitam
hum tum jeet gaye dushman har gaye
hum tum jeet gaye dushman har gaye
tu is khushi ke bahane mat ched mujhko diwane
tu is khushi ke bahane mat ched mujhko diwane
pyar me takrar na kar aaj tu inkar na kar
pyar me takrar na kar aaj tu inkar na kar
aanchal chhod mera dekhte hai log
hum tum jeet gaye dushman har gaye
hum tum jeet gaye dushman har gaye
chalti hai tu leke thumke
haye haye thumke oye oye thumke
gaaye gazal tere jhumke oye hoye jhumke
kaisa beiman hai tu fir bhi meri jan hai tu
fir bhi meri jan hai tu
tere dam se meri jindagi hai teri kasam
hum tum jeet gaye dushman har gaye
hum tum jeet gaye dushman har gaye
hum tum jeet gaye dushman har gaye