Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge Ek Naya Itihas Banayenge
|
S P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Rati Agnihotri, Kamal Haasan | |||
Ek Duuje Ke Liye (1981) | Anand Bakshi | Romantic Songs | |||||
hum tum dono jab mil jayenge
hum tum dono jab mil jayenge
ek naya ithihas banayenge
aur agar hum na mil paye to
aur agar hum na mil paye to
to bhi ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge
sal mahine har gaye sal mahine har gaye
dil jit gaya aur judai ka lo ek din bit gaya
gin gin ke ye duri ke din yu jina mushkil hai
lekin hum phir bhi ji kar dikhlayenge
hum phir bhi ji kar dikhlayenge
ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge
duniya me kitne logo ne prem kiya
duniya ne kitne premo ka khun piya
pyasi talwar nahi rukti kyu iski pyas nahi bujhti
hum duniya ki pyas bujhayenge
hum duniya ki pyas bujhayenge
ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge
phir ye dil dil na tadpta rehata hai
jab humse bedard zamana kehata hai
milna koi do khwabo me kitne hai naam kitabo me
hum unme kyu naam likhayenge
hum unme kyu naam likhayenge
ek naya ithihas banayenge
aur agar hum na mil paye to
to bhi ek naya ithihas banayenge
hum tum dono jab mil jayenge
hum tum dono jab mil jayenge