The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Hum To Mohabbat Karega (2)
0
Sunidhi Chauhan, Anu Malik Anu Malik
Hum To Mohabbat Karega (2000) Majrooh Sultanpuri
Lyrics of Hum To Mohabbat Karega (2)

hum to mohabbat karega hum to mohabbat
hum to mohabbat karega hum to mohabbat
jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
us din se to yeh dil kahin lagta hi nahin
tabse haal kya hai kahu kya
dil hai deewana tumhara
karta bhi kya haaye bechara
dil hai deewana tumhara

jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
tabse mera bhi dil kahin lagta hi nahin
us din se na pucho hua kya
dil hai deewana tumhara
karta bhi kya haaye bechara
dil hai deewana tumhara
hum to mohabbat karega hum to mohabbat
hum to mohabbat karega hum to mohabbat

milte hi yaha to abhi se hulchal badhi hai jalta hai seena
haath laga ke zara dekho kaisa mujhe bhi aaye paseena
milte hi yaha to abhi se hulchal badhi hai jalta hai seena
haath laga ke zara dekho kaisa mujhe bhi aaye paseena

bura haal dono ka yaara
dil hai deewana tumhara
karta bhi kya haaye bechara
dil hai deewana tumhara

rahi jo yahi bekraari anjaam aage jaane kya hoga
abhi sambhala tha jigar ko ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
rahi jo yahi bekraari anjaam aage jaane kya hoga
abhi sambhala tha jigar ko ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
dikhne laga din mein taara
dil hai deewana tumhara
karta bhi kya haaye bechara
dil hai deewana tumhara
hum to mohabbat karega hum to mohabbat
hum to mohabbat karega hum to mohabbat