Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum To Dil Bechte Hai
|
Mubarak Begum | Khayyam | ||||
Mera Bhai Mera Dushman (1967) | |||||||
ram jharokhe baith ke sabka mujara le
jaisi jaagi jaagari waisa waako desh
hum to dil bechte hai kharidaar chahiye
hum to dil bechte hai kharidaar chahiye
hum to dil bechte hai
ye kaisi raat hai ke dil pe hath hai
karaar aata nahi raha jata nahi
lagi naa chhute piya chhute kaha kho gaye
najar takra gayi qayaamat aa gayi
gili palko tale kai armaan pale
payaliyaan bole jiya dole tere ho gaye
kyoki dil bechte hai kharidaar chahiye
dil bechte hai kharidaar chahiye
hum to dil bechte hai
ye jadoo ye ada poori duniya phida
ye naina ras bhare yaha pyasa mare
kamariya lachke chalu bachke staara bane
magar tere liye jatan kya kya kiye
kabhi sapne bune kabhi kaate chune
kalezva dhadke hai ji phadke karun aah main
hum to dil bechte hai kharidaar chahiye
dil bechte hai kharidaar chahiye
hum to dil bechte hai
jo khele pyar se phire itraaye
jo dil ghayal kare rahe phir bhi pare
wo qatil dil par mere dil par raaj kare
rut hai pyar ki naye ikraar ki
tamanna mast hai zamaana mast hai
piya la chhalke aanchal dhalke gayi laaj re
hum to dil bechte hai kharidaar chahiye
dil bechte hai kharidaar chahiye
hum to dil bechte hai kharidaar chahiye
hum to dil bechte hai